Showing posts with label hindi love sms. Show all posts
Showing posts with label hindi love sms. Show all posts

Friday, September 14, 2012

Hindi Shayri SMS Collection

Tanhaiyoon main waqt barbaad kiya karte hain. Hum bar din bar pal tera naam yaad kiya karte hain. Mujhe nahi pata mere gharwale batate hain. Hum neend min bhi tera naam liya karte hain.
**************
Aarzoo hai mere sapno ki baitha rahoon teri bahon mein, sirf tu mujhe chahe ab itna asar ho meri aahon mein. Tu keh de bans ke to tod doon main rasmon ko marke bhi na bhoolon main teri kasmon ka
**************
Agar turn na hole to ghazal kaun kehta, Aapke hasein chehre ko komal kaun kehta, Yeh to karishma hai mohabbat ka, Warna pattharo ko tajmahal kaun kehta.
**************
Teri wafaon ka pyasa hun main, muhabbat ki teri diwana hun main, saare jahan mein manga tujhi ko baaki jahaan se, begana hun main.
**************
Ae kash is tanhayi main thumhara saath hota, humare hathoon main humhara haath hota, par humari bhi kuchh majbooriya hain, ab humahare beech bahut si dooriyan hain.
**************
Khuda se mangta boon tumhen ebadat mein, kahta boon apni ebadat mein, sirf preti ko mujhe de do, meri jannat ke badle mmein. najar padti jab phoolon par, dhoondta boon tumhen un phoolon mein, jab kahin najar nahin aati ho, tab ro padta hoon tumhari yadon main.
**************
Phoolka mausam, baharon ka sama hota hai, aisi he mausam main to pyar jawan hota hai, isko lafjo se kahane ke jaroorat hahi, ye kissa to ankhon se bayan hoti hai,
**************
Ek ada apki dil churane ki; ek ada apki dil mein baas jane ki. Ek chahra apka chand sa, ek zid hamari chand pane ki. Miss you too much.
**************
Hum tanhaiyon se hahin, mahfil se darta bain, turn zamane se nahin, apne aap se darte hain, yun to bahut kuch khoya hain hamne par aapke khone se darte hain.
**************
Main khwabo main tumse mila karta boon, hansta boon, rota boon, shikwa, gila karta boon, par keh na pata boon haqeeqat mein tumse. Aae sanam main tumse pyar bhi karta haun.
**************
Sooni zindagi main hulchul mehsus hui, bejaan dil ki aaj dhadkan mehsus hui jane kyon aaj aisa laga, shayad aapki kami mehsus hui. I really admire you from the bottom of my heart.
**************
Dil keh raha hai dil se, sirf meri ho ka rahna, mujhe tumshe bahoot pyaar hai, dil torh maat dena, aur ek arjoo hai tumshe, mausam ki tara badal.maat jana.
**************
Dosti mein to dost khuda hota hai, dost ka ehsaas tab hota hai, jab wo humse juda hota hai, miss you, call me..
**************
Haquqat samjho ya afsaan, apna samjho ya begana. suno is dil ka fasana. Terei dosti hai mere jeene ka bahana. Mera pyaar tumhe kubul nahi par teri dosti hum na chhodenge.
**************
Tere Bin Kyon na gamgeen hoon, bin tere kuch bhi to nahi hoon, tere bin main tanha jahan tha, bi tere phir phir ajj vvahi hoon.
**************
Mohabbat ka diya, jala ke to dekho, jar dil ka duniya saja ke to dekho, tumhe ho na jaye mohabbat to kehna, zara humse dil laga kar to dekho.
**************
Aa jao laut kar turn yeh dil keh raha hia, zindage jaise ek saaza si ho gayi hain, gum ke sagar mein is kadar kho gaye hai. turn aa jao wapas yeh gujarish hai meri. I can't live without you.
**************
Aankhon mein tera hi chehra, dadhkan mein teri hi yaadein, Karti hain deewana. Kahan gayee woh raatein jab hoti thi meethi to baatein.
**************
Dost ek sahil hai tufano ke liya, dost ek aaina hai armano ke liya, dost ek mehfil hai anjano ke liya, dosti ek khwaish hai aap jaise dost paana ke liya. Thanx for your friendship and I don't wanna lose you
**************
"Dil ka dard zuban pe nahi aata, aankhon ke raaste bahar nahi aata, main to bas yuhi likh raha hoon kyunki shayari ka maza sanam ke bina aata nahin." Waiting for you till the end.
**************
Dekha hai tumko jabse neend mujhe aati nahin, phir bhi khawbo me turn nazar aati nahin, to soocha ki ek bar nazar bhar ke dekh le tumhe, ki shayad neend me hi sahi tumhara deedar to ho.
**************
My heart is always beating for you. Kash dil ki awaz main itna asar ho jaye, hum tumhain yaad harte aur tumhain wahan khabar ho jaya...
**************
Baki kuch na raha ab zamane mein. Jawani gujar rahi maikhane mein, ab toh karle pyaar par yakeen zhalim, varna zindagi beet jayegi azmane mein.
**************
Nadiyoo se kinare chhut jate hai, aasman se tare toot jate hai. zindagi ki rah main aksar aisa hota hai jinhe ham dil se chate hai wahi hum se ruth jat hai.
**************
Jab kishi ki taraf dil jhukne lage baat aa kar juban tak rukne lage dhire dhire se izhar hone lage. I miss you very much.
**************
Hum to zindagi ko hee bhoole baithe hain jab se ki hain tumse aankhen chaal.
**************
Yeh zaamein ruk jaye, asmaan jhuk jaye, tera chehra jab nazar aaye. in Pis b mine. I'm waiting for you.
**************
Humko hami se chora lo dil mey kahi turn basa lo, hame pass bola lo. Karenge pyar tumhe zindagi bhar chahenge, karenge intazar tera ham akhri sanson tak.
**************
Rahne se kya, dil door hua karte hai door rahne ke liya, to majboor hua karte hai, Missing you very much. Ab toh karle pyaar par yakeen zhalim, varna zindagi bet jayegi azmane mein.
**************
Har pal turn mere saath hote ho, khuli hoti hain palak, har nazar mein turn hi hote ho, band karti hoon palak. khabon mein turn hi hote ho, tumse alag na sochti hoon, na soch sakti hoon kabhi, men har soch ki soch ka aadhar rumhi hote ho.
**************
Sari zindagi guzre jalwon mein, yeh jaruri to nahi, har shabe gam ki sahar ho, yeh jaruri to nahi, har shabe gam ki sahar ho, yeh jaruri to nahi. Shek karta to hai sajde masjid mein, per uske sajdao mein aser ho yeh jaruri to nahi.
**************
Umeed aisi ho jo jeene ko majbor kare, raah aisi ho jo chalne ko majbor kare, mahak kabhi kam na ho hamri dosti ki, dosti aise rahe hamri, jo hamesha milne ko majbor kare,

Tuesday, August 28, 2012

Mohabbat SMS : I Love You SMS : New Collection


Sandese aate hain Hamein tadpate hain Vo pooche jaate hain Ki ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ki turn bin yeh ghar Soona soona hai

************

Sandese aate hain Hamein tadpate hain Vo pooche jaate hain Ki ghar kab aaoge Likho kab aaoge Ki turn bin yeh ghar Soona soona hai

************
Ankhon mein kuch aansu hain Kuch sapne hain Dil dukha hai lekin toota to nahin hai U mined ka daaman Choota to nahin hai Hum logon ko samajh sako to Samjho dilbar jaani thodi majboori hai lekin
Thodi hai manmani Thodi tu-tu main-main hai Aur thodi kheencha-taani Hum main kaafi baatein hain Jo lagti hain dee^ani Phir bhi dil hai Hindustani

************
Ek din hamare aansu hamse pooch bethe ki aap roz name knu bulate ho?
Hamne kah hum yaad to unhe kerte he per aap knu chale aate hoo.

************
Chandni chand se hogi to sitaaro ka kya hoga, pyar agar ! se hoga to hazaro ka kya hoga.

************
Gam ne hasne na diya, jamane ne rone na diya, is uljhan ne chain se jeene na diya, thak ke jab sitaro se panaha lee, nind aayi to teri yaad ne sone na diya.

************
Raat hogi to chand bhi dekhaai dega, khidki se tumhe nihaarta dikhaai dega, yeh mohabbat hai zara soch samajh ke rona, ek aansu bhi gira to yanka tak sunaai dega.

************
Jabse dekha hai tumko sapno mai rehatay hai, janay kabsay soay-soay say rahatay hai, chatay hai tumahay jaan say bhi jayada, bus tumahra pyar bhari eek najar chatay hai.

************
Mohabbat ka diya, jala ke to dekho, jar dil ka duniya saja ke to dekho, tumhe ho na jaye mohabbat to kehna, zara humse dil laga kar to dekho.

************
Pyara sa ehsaas ho turn, har pal mere pas ho turn, shayad isliya kuchh khas ho turn.

************
Tumse hi pyaar karna hai, tumse hi dil lagaana hai, tumare pyar ka yeh dil, deewana tha deewana hai.

************

Parichhi        nadiya        pawan        ke       jhonke
Koi sarhd na inhein roke

************
Main kahin bhi rahoon
har qadam har ghadi...
Mere dil main basi
teri yaad hai
Meri aankhonki
duniya hai sooni padi...
Dil ki duniya magar
tujhse abaad hai
Main kahin bhi rahoon
har qadam har ghadi

************

Dosti achchi ho to rang lati hai, gahari ho to sabko bhati hai, nadan ho to toot jati hai, aur hum jaiso se ho to itihaas banati hai.

************
Aaina hai dil mera usme nihara kijiye, phir chupchap khud ko sawara kijiye, pyar ke aise khel men dil ko hara kijiya. us nasili chand ko chhat par utara kijiye.

************
Thoda sa pyar hua hai thoda hai baki, meri to haan hai bas tumhari haan hai baki, dil to de hi chuke hai bas meri iaan hai baki.

************
Tu meri zindagi hai, tu meri har khushi hai tu he meri pehle khwaish tu he aakhree hai.

************
Phoonk kar har kadam rakhta hoon, phir bhi kadam adkhadey to kya karoon, koi nahi chahta apni bebasi pe, ona, aankh bhar aaye to kya karoon, khamoshi jeeta raha anha raaton mein, subah na aaye aaye ro kya

karoon, koi lawa nahi hai, ishq ke dard ki, dawa nahi hai, ishq ke dard ;i, dawa khud dard banjaye to kya karoon.

************
Ho bas agar turn hamare sanam, hum to sitaron pe rakh e kadam, sara jahan bhool jayen, bas nagme tere pyar ke aate hi jayen.

************
Raat ki tanhayion mein, tumhe yaad kiya karte hain, had aur sitaron se tumhari, baat kiay karte hain, turn aao ya a aao marzi hai tumhari, hum to khwabon mein bhi tmhara intezaar kiya karte hain. I love U

************
Khusbuo ki tarah tu mahkti rahe, bulbulo ki tarah tu chakti rahe, dil ke bar tar se aa rahi hai sad, tu salamat rahe bus yah! hai dua. Sathi tere naam ek din Jiwan kar jayenge.

************
Mohabbat ke deepak jalaakr to dekho, jara dil kiduniya sajakar to dekho, tumhe ho na jaye mohabbat to kehna, ae hasina hamse najar milakar to dekho.

************
Koi muskurahat pe mar mita, koi uthti hui palnkon men khota chla gaya, yeh kaisa husn hai jo mujhe, mujhse hi juda kar gaya.

************
Khoobsoorat ho turn kisi phool ki tarah, aankhein hain :umhari kisi hirni ki tarah, chahek hai turn mein kisi chiriya d. mehek hai turn mein kisi gulaab ki, dua karte hain hum •ab se sada, yun hi barkarar rahe hamesha

tumhari har ada.

************
"Jabse turn khafa huye is dil ne dhdkna joad diya, hai chand ka chera utra-utra taro ne chamkna chod diya."

************
Jis waqt khuda na tujhe banaya hoga, ek saroor auska dil pa chaya hoga, phele to socha hoga ki tujhe janat lein rakh lu, par phir usa mera khayal aya hoga.

************
Har Nazar ko ek nigaah ka haq hai, bar rooh ko ek aah a haq hai, hum bhi dil lekar aaye hai is duniya mein, name hi ek gunaah ka haq hai.

************
Khusbuo ki tarah tu mahkti rahe, bulbulo ki tarah tu chakti rahe, dil ke bar tar se aa rahi hai sad, tu salamat rahe bus yah! hai dua. Sathi tere naam ek din Jiwan kar jayenge.

************
Mohabbat ke deepak jalaakr to dekho, jara dil kiduniya sajakar to dekho, tumhe ho na jaye mohabbat to kehna, ae hasina hamse najar milakar to dekho.

************
Koi muskurahat pe mar mita, koi uthti hui palnkon men khota chla gaya, yeh kaisa husn hai jo mujhe, mujhse hi juda kar gaya.

************
Khoobsoorat ho turn kisi phool ki tarah, aankhein hain :umhari kisi hirni ki tarah, chahek hai turn mein kisi chiriya d. mehek hai turn mein kisi gulaab ki, dua karte hain hum •ab se sada, yun hi barkarar rahe hamesha

tumhari bar ada.

************
"Jabse turn khafa huye is dil ne dhdkna joad diya, hai 'hand ka chera utra-utra taro ne chamkna joad diya."

************
Jis waqt khuda na tujhe banaya hoga, ek saroor auska dil pa chaya hoga, phele to socha hoga ki tujhe janat lein rakh lu, par phir usa mera khayal aya hoga.

************
Har Nazar ko ek nigaah ka haq hai, bar rooh ko ek aah a haq hai, hum bhi dil lekar aaye hai is duniya mein, name hi ek gunaah ka haq hai.

************

Kehta hai mann, apna milan duniya me yaadgar hai, kaho na Pyar hai.

************
Pyar hota hai dilo jaan lootane ke liye, hum apni hasti mita de aapke pyar ko pane ke liye, ab hamare bare me sochne ki to tumhe fursat nahi, hum ye msg flash kar rahe hai apni yaad dilane ke liye.

************
Sadgi iman ki almat hai, Sadgi aurat ka husan hai, Sadgi mein purkari hai, Sadgi hi insaniyat ka jewar hai.

************
Tumhein kya bataen ki turn mere kya ho; meri zindagi ka turn hi aasra ho. Hamesha urs.

************
Ai chand khud pe itna gurur na kar, kyunki hamney bhi ek chand dekha hai, phark sirf itna hai ki tuney baar baar aur huinne ek baar dekha hai.

************
Aapki aankhon me hai duniya meri, aapki bahon me hai khushiya meri, aapki dhadkano me hai zindagi meri. Luv U.

************
Zindagi mein kabhi pyar mat karna, ho jai to inkar mat karna. chalna uski rah per, varna kisi ki zindagi barbad mat karna.

************
Hum tumhe chahte hai aise, marne wala koi zindagi chahta ho jaise.

************

Kash dil ki awaz main itna asar ho jaye, hum tumhe 'aad karain aur tumko khabar ho jaye.

************
Do pyar karne wale dilon ke darmiyan koi na koi aroor hota hai. Kisine such hi kaha hai jisse jitna pyar karo vo utna hi door hota hai.

************
Tere naam hume kiya hai, Jeevan apna saara sanam, 'yaar bahut karte hai tumse Ishq hai to hamara sanam.

************
Isq ki chot ka unko bhi, dil pe asar ho to sahi, dard kum 10 ya zayada, Magar ho to sahi. I'm alwys urs.

************
Mere naseeb mai tu hai ke nahi, tere naseeb main mein icon ke nahin. Live in my naseeb 4ever.

************
Har phool ki shurat kali se hoti hai, har pyaar ki shurat /ishwas se hoti hai, agar kali na hoti to phool na hota. I luv i till the end of my life.

************
Kisi ki chahat par zinda rehne wale hum na they, kisi )e mar mitne wale hum na they, adat si pad gayi tumhe yadd iarne ki, warna yaad karne wale hum na they.

************
In mahino ko mai bita raha hoon kaise, mere dil se )ucho, maine sirf tumse hai pyaar kiya, tere naam lake jhadakti hai meri har dhadkan se pucho.

************
Yeh sach hai ki main apni mohabbat ka izhaar kabhi khulkar na kar saka, par meri aankaen hamesha mere dil ki halat batati rahi aur tu hai ki mujhse bekhadkar aaj bhi meri dil ki har dhadkar tera hi naam leti hai.

************
I luv u very much. I miss U. Aur is dil main kya rakha hia, tera hi naam likha rakha hai.

************
Mast Nazaron se dekh lena tha agar tamanna thi aazmane ki, yeh diwana yoon hi mar zaata kya zarroorat this muskurane ki.

************
Dile aarzoo ne humein deewana bana diya, roya tha na kabhi par tune rula diya, tumhe hamari yaad na aayee hogi bhule se kabhi, par humne teri yaad mein zamana bhula diya.

************
Dekha hai tumhe khwabon main, yaad aati ho khyabo niain, ek bar samne aai, bas jao dil ki kitabo main.

************
Tera saath hai toh mujhe kye kami hai, andheron se bhi mil rahi roshni hai. U know I love u. Agar tu mere saath ho toh kisi ka darr bhi nahin hai. Bas yun hi hamesha mere saath rehna.

************
Teri chahat si koi bhi chahat nahim, kyonki isme kahin bhi banavat nahin. Husn tera hai sabse hasin, duniya dari ki isme milavat nahin. Isko pana hai mujhko kisis haal mein, koi kimat chukane ke parwah nahin.